Saarey Waadon ko Bhula Sakta hun,
lekin rehne do..!
Mein tumhain chor k ja sakta hun,
Lekin rehne do..!
Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz,
Faisla ma bhi suna sakta hun,
Lekin rehne do..!
Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali,
us per mein muskura b sakta hun,
lekin rehne do..!
haram aaye ge tumhain
Warna Tumhare waadey
ma tumhain yaad dilla skta hun,
Lekin rehne do..!