Mazi ka ik safar hai jo kahain rukta nahain ab koi dil kisi ke lie tarputa nahain zindagi her gaam peh akeli hi rahe gi shaied guzere hum-safaroon se koi pult`ta nhain zeesat ka boujh uthae sub zinda hain dil se aah aour aankh se ansoo girta nahain mudtian beet gaian us ki sourt diekhe us ka rusta meri rahoon se uljhtaa nhain aunaa bhe ik shay hai jo khali loutta de itni si baat ko woh ab tak sumjhta nahain Ajnabi bhot dheett hai yeh kar-o-bar-e-zindagi tumhari tara ab koi be-daam bikta nhain |