Music

Tuesday, 11 June 2013

Ghazal- Rang Noor ka Behta huwa Darya ho tum


ایک غزل ۔۔۔۔ آپکے ذوق کی نذر

رنگ اور نورکا بہتا ھوا دریا تُو ھے 
زندگی میرے لیٔے خواب کا رستہ تُو ھے

جیسے آنچل میں کویٔ چاند ستارے رکھ دے
اس طرح شہرِ طلسمات میں رھتا تُو ھے

تیری خوشبو سے سجا ھے یہ میرا شہرِ خیال
شاعری میں جو مہک اٹھتا ھے لہجہ تٔو ھے

اب کہاں فرصتِ اخوالِ زمانہ دل کو
اب تو ھر شام کا ھر ایک حوالہ تٔو ھے

اب مرے لب پہ کویٔ نام نہیں تیرے سوا
عشق کے باب کا بس آخری سجدہ تُو ھے

اب کویٔ اور دعا لب پہ مچلتی ھی نہیں
اب تو بس تُو ھے سرِ شاخِ تمنا تُو ھے



Monday, 10 June 2013

Tujhe apno ka "KANDHA" hi miley zaroori to nahi

♥••♥ Aashiqi me "mohabbat" hi miley

zaroori to nahi ♥••♥


♥••♥ Rishton me "QURBAT" hi mile
y

zaroori to nahi ♥••♥


♥••♥ Zindagi Guzar hi jaati hai sabki


dheere-dheere ♥••♥

♥••♥ Sabhi ko yahaan "RAHAT" hi

miley zaroori to nahi ♥••♥

♥••♥ Toofan bhi badal deta hai

manzar kabhi-kabhi ♥••♥

♥••♥ Bahaar me 'REHMAT" hi miley

zaroori to nahi ♥••♥

♥••♥ Dushman bhi nibha jaata hai

farz dosti ka ♥••♥

♥••♥ Wafa me "SHARAFAT" hi miley

zaroori to nahi ♥••♥

♥••♥ Kar aaye dafan tujh ko kuch

ajnabi khamosh ♥••♥

♥••♥ Tujhe apno ka "KANDHA" hi

miley zaroori to nahi ♥••♥


Tera Ziker hi kahan tha Meri Dastaan Se Pehle


Mere Ishq se milli Hay
Tere Hussan Ko yeh Shuhrat
Tera Ziker hi kahan tha
Meri Dastaan Se Pehle




Thursday, 6 June 2013

Bus Ab Tujhe Hi Chahne Ko Jee Chahta Hay


Bus Ab Tujhe Hi Chahne Ko Jee Chahta Hay,
Teri Yaado Me Kho Jaane Ko Jee Chahta Hay,

Laga Di H Tumne Aisi Ishq Ki Aag,
K Usi Me Jal Jaane Ko Jee Chahta Hay,


Online Cricket

-->
-->

Wednesday, 5 June 2013

Car Parking Game

Ajnabi bhot dheett hai yeh kar-o-bar-e-zindagi


Mazi ka ik safar hai jo kahain rukta nahain ab koi dil kisi ke lie tarputa nahain 

zindagi her gaam peh akeli hi rahe gi shaied
guzere hum-safaroon se koi pult`ta nhain

zeesat ka boujh uthae sub zinda hain 
dil se aah aour aankh se ansoo girta nahain

mudtian beet gaian us ki sourt diekhe
us ka rusta meri rahoon se uljhtaa nhain 

aunaa bhe ik shay hai jo khali loutta de
itni si baat ko woh ab tak sumjhta nahain 

Ajnabi bhot dheett hai yeh kar-o-bar-e-zindagi
tumhari tara ab koi be-daam bikta nhain

Fasle hi fasle hain manzloon ka nishan nhain milta


Fasle hi fasle hain manzloon ka nishan nhain milta
barsoun beet gie tujhe pane ka saman nhin milta

woh masoom khoaeshain reza reza khan khoh gain
tujh se abad mere khoaboun ka jhan nahain milta

jin ke paoun main ultte bukhat ka chaker ho
unhain umer bher koi thkana koi saiban nahin milta

is shehr main kub tak khloos ko lie pehro gay
dushat main ese khazanoon ka nigheban nahin milta

Ajnabi sadioun jiese safar ke baad mujhe pta chla
meri zameen se teri mohbat ka aasman nahain milta 


Teri aarzoo ke khoaab bunte rahe raat bhar


Teri aarzoo ke khoaab bunte rahe raat bharteri yadooun ke gulab khilte rahe raat bhar

is shera si zindagi ke din kutain kese
tere taswer ke sarab julte rahe rata bhar

tum se bicherr kar kitne nishan lagae hum ne
diek ker calendar, hesab karte rahe raat bhar

us kafer ke dil main koi joot na jagi
jub kufer ke nuqaab utrte rahe raat bhar

imtehan-e-hayaat main ankhain kese na lagtain
hum ishaq ka nasaab parhate rahe raat bhar

Ajnabi us mehfal main teri Muslmani peh afreen
jub kafir-ada shabba muchlte rahe raat bhar

Khuda Hee Jaanta Hai Meri Paak Mohabbat Ka Aalam...

Khuda Hee Jaanta Hai Meri Paak Mohabbat Ka Aalam...,
Ke Mujhe Jeene Ke Liye Saanso Ki Nahi Tumhari Zarurat Hai..


Gumaan Tak Na Hua K Woh Bicharny Wala Hy.!


Ghazab Ka Piyar Tha Us Ki Udaass Ankho Main,
Gumaan Tak Na Hua K Woh Bicharny Wala Hy.!


Tujh Se Kis Tarha Ma IZhar E tamana karta


ﺗﺠﮫ ﺳﮯ ﮐﺲ ﻃﺮﺡ ﻣﯿﮟ ﺍﻇﮩﺎﺭِ ﺗﻤﻨﺎ ﮐﺮﺗﺎ
ﻟﻔﻆ ﺳﻮﺟﮭﺎ ﺗﻮ ﻣﻌﻨﯽ ﻧﮯ ﺑﻐﺎﻭﺕ ﮐﺮ ﺩﯼ

ﻣﯿﮟ ﺗﻮ ﺳﻤﺠﮭﺎ ﺗﮭﺎ ﮐﮧ ﻟﻮﭦ ﺁﺗﮯ ﮨﯿﮟ ﺟﺎﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ
ﺗﻮ ﻧﮯ ﺗﻮ ﺟﺎ ﮐﮧ ﺟﺪﺍﺋﯽ ﻣﺮﯼ ﻗﺴﻤﺖ ﮐﺮ ﺩﯼ
ﺍﺣﻤﺪ ﻧﺪﯾﻢ ﻗﺎﺳﻤﯽ

Tuesday, 4 June 2013

Tu Hoga Samandar_e_Ishq Kisi Aur ke Liye Faraz

Tu Hoga Samandar_e_Ishq Kisi Aur ke Liye Faraz

HUm To Roz Tere Sahil Se pyaase Gujzar Jaate hain


To Phir Kyon Dil Udaas Hai?

Hai Pyar Bhi Tere Liye, 
Khayal Bhi Tere Liye,
Ye Dil Bhi Tere Paas Hia,
To Phir Kyon Dil Udaas Hai?

Main Sochta Hoon Bas Tujhe,
Main Dekhta Hoon Bas Tujhe,
Jab Mujhpe Aitbaar Hai,
To Phir Kyon Dil Udaas Hai?

Hai Zindagi Tere Liye,
Ye Dil, Khushi Tere Liye,
Ye Sab Jo Tere Paas Hai
To Phir Kyon Dil Udaas Hai?

Tu Nind Mein, Tu Khwab Mein
Tu Mere Dasht-O-Aab Mein,
Har Pal Tu Mere Sath Hai
To Phir Dil Kyon Udaas Hai?

Har Taraf Hai Gul Khile Hue,
Hai Dost Bhi Mile Hue,
Har Taraf Pyar Hi Pyar Hia
To Phir Dil Kyon Udaas Hai?

Ye Dil, Khushi Aur Aitbaar,
Ye Dost, Khwab Aur Ye Pyar,
Sab Kuch To Tere Paas Hai,
To Phir Kyon Dil Udaas Hai???



mujhe bewafaiyon se dar lagta hay

Koi Aa Kar Hath Mera tham Ley
Mujhe Tanhaiyon se Dar Lagta hay

Koi apna keh kar mera naam ley
mujhe harjaiyon se dar lagta hay

Sama jaye koi mere Wajud mai
Mujhe Judaiyun se dar lagta hay

Muhabbat mai Doob jaon mai bhi
mujhe gehraiyuon se dar lagta hay

Kar lon Barbad zindagi apni
mujhe tabahiyon se dar lagta hay

Dil tu chahe apna lon tujhe
mujhe bewafaiyon se dar lagta hay


Shikayat hai unhay k Mujhay Muhabbat Karni Nahi Aati

Shikayat hai unhay k Mujhay Muhabbat Karni Nahi Aati
Shikwa To Mujhe Ko Bhi hai Per Mujhay Shikwa karna nahi Aata


Talash Kar Meri MehfiL Mera Mazaar Na Poch

Mein to Mar k Bhi Bazm-E-Wafa Mein Zinda Hoon
* Hasrat *
Talash Kar Meri MehfiL Mera Mazaar Na Poch....!!!


jo Rooh nikle to woh nikle, Jo wo nikley to rooh nikle

Wo Meri Rooh ki Chadar mein aa kar Chup gaya aisay
jo Rooh nikle to woh nikle, Jo wo nikley to rooh nikle...


Mein Chand Hun koi Insaan Nahi

Raat ka Aakhri Pehar tha,
Mujh Se Chanf Ne kaha,
Hum Nashen Alvida,
Mujhe Neend Aa Rahi hai,
Kal Milain Gay isi Jagha,
Sun Kar Mein Muskura Diya,
Us ko Batla Diya,
Jaanay Walay Louttay Nahi,
Tum Nahi Aao Gay,
Mujhe Hai Yaqeen,
Meri Baat Sun Ke woh Ruk Gaya,
Aur Kehnay Laga,
Tum Se Wada karoon,
Phir Poora na karun,
Aisha Mumkin Nahi,
Sun Aey Hum Nasheen,
Mein Chand Hun koi Insaan Nahi

Monday, 3 June 2013

Tu hi Bata Yeh Dil na marta tu kiya Karta

Touba Woh Geeley Lab !!!!
Woh Aankhain ....
Woh Ghazab ka kajal ....
.
Tu hi Bata Yeh Dil na marta tu kiya Karta ?????

Hemesha Rahay Gi Zarurat Tumhari

Miley Har Qadam pay Rafaqat Tmhari
Kahan Hum Kahan yeh inayat tumhari
Humain Chahiye Bas Taluq Tumhara
Muhabat Milay ya Adawat Tumhari
Kisi se Bhi Milna, Usay Jeet Leena
Barri Dil Nasheen Hai ye adat Tumhari
Na Dekha Jahan Mein Aur koi Tumsa
Barri Munfarid hai tabiyat Tumhari
Humein Zindgi k Kathan Raston Mein
Hemesha Rahay Gi Zarurat Tumhari...!!!


Jo bohat apney hotay hain, wo apnay kyun nahi, Rehtay

Kyun hota yeh Aitbaar ki Dehlizooon pey
aksar...!!!
Jo bohat apney hotay hain, wo apnay kyun nahi,
Rehtay....!!!!!



To koi kuch na keh k Dosti nibhata hai

Jab koi khayal Dil se Takrata hai
Dil na chah kar bhi khamosh ho jata hai
Koi sab kuch keh kar dosti jatata hai
To koi kuch na keh k Dosti nibhata hai


Be_faiz Logoo sa bhala Muhabal kon karta hai

Haqeqar jaan kar bhala ause hamaqat kon karta hai
Be_faiz Logoo sa bhala Muhabal kon karta hai

Btao jis ujrat ma khasara hi khasara ho
bhala khasaray se tejarat kon karta hai

Hamain he Galat Fahme Thee Kese ka wasta warna
Zamanay ke rewajo sa baghawat kon karta hai

Khuda ne sabar ki bohat toofiq de hai mujhe
Chahay Jitna bhe tarpa Lo Shekayat kon karta hai


Yeh Dil ki Saltanat Hazir hai Aao Raaj Karo

Suna Hai Shoq hai Aap Ko Hukmarani Ka...

Yeh Dil ki Saltanat Hazir hai Aao Raaj Karo...!!!


Aa Gayi Thi Ik Din Tanhayee Bhi Jazbaat Mein

Aa Gayi Thi Ik Din Tanhayee Bhi Jazbaat Mein
Aankh Sai bhi Chand Boondein Gir pari Barsaat Mein



Zinda hon Magar ZIndagi se Dor hon mein,

Zinda hon Magar ZIndagi se Dor hon mein,
Aj Q is Qadar majbor hon Mein
Bina Jurm k hi Saza milti hai mujhe
kis se kahun k akhir be-kasoor hun mein
meri khamoshiyon ka sabab hein ye gham mere
phir Q duniya Samjhti hai k magrur hon mein
Aaj phr shiddat-e-Gham ne ula diya mujh ko
Aaj Lgta hai Zakhmun se Choor hun mein...


Ghazal: lekin rehne do..!



Saarey Waadon ko Bhula Sakta hun,
lekin rehne do..!

Mein tumhain chor k ja sakta hun,
Lekin rehne do..!

Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz,
Faisla ma bhi suna sakta hun,
Lekin rehne do..!

Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali,
us per mein muskura b sakta hun,
lekin rehne do..!

haram aaye ge tumhain
Warna Tumhare waadey
ma tumhain yaad dilla skta hun,
Lekin rehne do..!

Aafatain Jessy Intezar ma Thin


Aafatain Jessy Intezar ma Thin
Tere Jate  hi sub Ne Ghair Liya

Sunday, 2 June 2013

Tere Bin Kuch Be_Chain Sa Rehne Laga hun,


Tere Bin Kuch Be_Chain Sa Rehne Laga hun,
Kambakhat Ashk Bhi Tujhse Milne Nikal Parte hain...



Mein Zamana Ko chorr Deta Tujhay Mananay k Liye


Apni Narazgi Ki koi Waja To Batai
Hoti Mujhay . . .
Mein Zamana Ko chorr Deta Tujhay
Mananay k Liye . . . !



Saturday, 1 June 2013

Jo Woh Niklay Tho Rooh Niklayy

Wo merii Rooh kii Chaadar Mei'n Aa'karr Chupp Gaya Aisayy...
Kay Rooh Niklayy Tho woh Nikklay... Jo Woh Niklay Tho Rooh Niklayy...



Samjh'ga kon Jaagti Aanho'n kay Khwaab ko...


Samjh'ga kon Jaagti Aanho'n kay Khwaab ko...
Hum Apnay Hadsoo'n kay Aakelay gawaah Hai'in...



Woh Aghar Ban Sanwer gye hongey


Woh Aghar Ban Sanwer gye hongey

Daikhney waley to mar Gye hongey.. 


wo aPna hone Ka haq jatta Jata hai


Sad Petry
Her ILzaam Ka Haqdar Wo humain Bna jata hai
Her Khata ki Saza wo humain Suna jata hai
Her bar Khamoosh Reh jate hain
Qyun K wo aPna hone Ka haq jatta Jata hai





Mazi ka Ek safer hai jo kahin Rukta nahi... GHazal

ماضی


ماضی کا اِک سفر ہے جو کہيں رکتا نہيں
اب کوئی  دل  کسی  کے  لئيے تڑپتا نہيں

زندگی ہر گام  پہ  اکيلی  ہی رہے گی شايد
گزرے ہم سفروں سے اب کوئی پلٹتا نہيں

زيست  کا  بوجھ  اٹھائے  سب  زندہ  ہيں
دل سے آہ  اور آنکھ سے آنسو گرتا نہيں

مدتيں  بيت  گئيں  اُسکی صورت ديکھے
اسکا رستہ ميري راہوں سے الجھتا نہيں

انا  بھی اک  شئے ہے جو خالی لوٹا دے
اتنی سی بات کو وہ اب تک سمجھتا نہيں

اجنبی  بہت ڈھيٹ  ہے يہ  کاروبارِ زندگی
کوئي تمھاری  طرع اب بے دام بکتا نہيں

Kabhi Thorra, Kabhi Jorra, Kabhi Phir torr k Jorra

Kabhi Thorra, Kabhi Jorra, Kabhi Phir torr k Jorra
Masalsal Pewand-Kaari Ne, Shakista Kar diya dil ko


Broken Heart, Sad Heart

Ussey Barish Pasand hay Mujhe Barish Mein Wo

Ussey Barish Pasand hay
Mujhe Barish Mein Wo
Ussey Hasna Pasand hay
Mujhe Hanste hoye Wo
ussey Batain karna Pasand hay
Mujhe batain Karte hoye wo
ussey larna pasand hay
mujhe Lartey hoye wo
ussey sub kuch pasand hay
or mujhe bs wo bs wo..!!

tum tu sab Farishtey ho.... Sad Poetry

Sad Poetry

Han Han---- Main Ishq Khatain meri
Mujhe Nibhane walo tum tu sab Farishtey ho


Aadayn Peecha Karwati hain, Muhabbat Kon karta Hai.. sad poetry


Koi Chehray Ka Deewana Hai, Koi Ikhlaaq ka Talib,
Aadayn Peecha Karwati hain, Muhabbat Kon karta Hai...?


Bus Tum.. Sad Poetry

-Ek ehsas ek Meri Piyas or
Bus tum
-Ek Sawal Ek Majal Tumhara khayal or
Bus Tum
-Ek baat Eik raat Tumhara sath or
Bus tum
-Ek faryad Tumhari Yad or
Bus Tum
-mera Wajood Mera junoon mera Skoon
Bus tum


Main Tere Rukhsar ka rang hun Janaa... sad poetry

Main Tere Rukhsar ka rang hun Janaa
tum jitna khush raho ge, ma otna sanwar jaon ga


Tu mera na hua to tera bhi kya kasoor hai is mein.. Sad Poetry


Tu mera na hua to tera bhi kya kasoor hai is mein,

Jinhe dil or jaan se chaha jaye wo aksar kisi or ki kismat mein hua karte hai…!!

Ghar Se Bahar . Wo Naqab Mai Nikli sad poetry


Ghar Se Bahar .
Wo Naqab Mai Nikli
.
.
Saari Gali Unki .
firaak Mai Nikli
.
.
Inkar Karti Thi Wo.
Hamari Muhabbat Se
.
.
Aur Hamari Hi Tasveer .
Unki Kitab Se Nikli...!!

Btao Kiya Likhain Tumko... Sad Poetry


بتاو کیا لکھیں تم کوــــــــــ؟؟؟
کہ لفظوں کا چناو بھی
بڑا دشوار ہوتا ہے

جو تم کو جان لکھتے ہیں
وفائیں خوب روتی ہیں
ہمیں آکر یہ کہتی ہیں
کہ تم اپنے ہی قاتل کو
اپنی جان لکھتے ہو ـــــــ

خُدا کہتے ہو اُس کو
کبھی ایمان لکھتے ہو
یہ تم اچھا نہیں کرتے
تو پھر یہ سوچتے ہیں ہم
تمھیں اب سوگ لکھتے ہیں
کوئی مستقل سا روگ لکھتے ہیں
سوگ کو منانے میں
روگ کو بُھلانے میں
عُمر بیت جاتی ہے ـــــ

روگ دینے والوں کو لوگ بھول جاتے ہیں
بُھول جانے والوں کا سوگ تو نہیں ہوتا

چلو تم ہی بتاو اب ؟؟؟؟
بُت لکھیں تم کو یا کہ خُدا لکھیں
اجنبی یا پھر آشنا لکھیں
اپنے نا کردہ گُناہوں کی
کوئی سزا لکھیں
بتاو تم کو کیا لکھیں ۔۔۔؟؟؟؟

Teri JUstajo Ma rehne k Natije nikale... Sad Poetry


Sad Poetry



یہ تیری جستجو میں رہنے کے نتیجے نکلے

اب سفر نہ بھی ہو میسر____تو تھک جاتے ہیں



Comment Must

Template by:

Free Blog Templates