A very Warm welcome Friends please stay here.. enjoy poetry and Loving Chatroom Stay blessed
Mazi ka ik safar hai jo kahain rukta nahain ab koi dil kisi ke lie tarputa nahain zindagi her gaam peh akeli hi rahe gi shaied guzere hum-safaroon se koi pult`ta nhain zeesat ka boujh uthae sub zinda hain dil se aah aour aankh se ansoo girta nahain mudtian beet gaian us ki sourt diekhe us ka rusta meri rahoon se uljhtaa nhain aunaa bhe ik shay hai jo khali loutta de itni si baat ko woh ab tak sumjhta nahain Ajnabi bhot dheett hai yeh kar-o-bar-e-zindagi tumhari tara ab koi be-daam bikta nhain |
Fasle hi fasle hain manzloon ka nishan nhain milta |
barsoun beet gie tujhe pane ka saman nhin milta woh masoom khoaeshain reza reza khan khoh gain tujh se abad mere khoaboun ka jhan nahain milta jin ke paoun main ultte bukhat ka chaker ho unhain umer bher koi thkana koi saiban nahin milta is shehr main kub tak khloos ko lie pehro gay dushat main ese khazanoon ka nigheban nahin milta Ajnabi sadioun jiese safar ke baad mujhe pta chla meri zameen se teri mohbat ka aasman nahain milta |
Teri aarzoo ke khoaab bunte rahe raat bharteri yadooun ke gulab khilte rahe raat bhar is shera si zindagi ke din kutain kese tere taswer ke sarab julte rahe rata bhar tum se bicherr kar kitne nishan lagae hum ne diek ker calendar, hesab karte rahe raat bhar us kafer ke dil main koi joot na jagi jub kufer ke nuqaab utrte rahe raat bhar imtehan-e-hayaat main ankhain kese na lagtain hum ishaq ka nasaab parhate rahe raat bhar Ajnabi us mehfal main teri Muslmani peh afreen jub kafir-ada shabba muchlte rahe raat bhar |
ماضی
|
ماضی کا اِک سفر ہے جو کہيں رکتا نہيں
اب کوئی دل کسی کے لئيے تڑپتا نہيں زندگی ہر گام پہ اکيلی ہی رہے گی شايد گزرے ہم سفروں سے اب کوئی پلٹتا نہيں زيست کا بوجھ اٹھائے سب زندہ ہيں دل سے آہ اور آنکھ سے آنسو گرتا نہيں مدتيں بيت گئيں اُسکی صورت ديکھے اسکا رستہ ميري راہوں سے الجھتا نہيں انا بھی اک شئے ہے جو خالی لوٹا دے اتنی سی بات کو وہ اب تک سمجھتا نہيں اجنبی بہت ڈھيٹ ہے يہ کاروبارِ زندگی کوئي تمھاری طرع اب بے دام بکتا نہيں |